jaane jaan dhoondta phir raha

Main yahan se wahan

jaane jaan dhoondta phir raha

hoon tumhe raat din

main yahan se wahan

mujhko aawaaz do

chhup gaye ho sanam

tum kahan main yahan

tum kahan main yahan

jaane jaan dhoondta phir raha

hoon tumhe raat din

main yahan se wahan

 

o mere hamsafar

yyaar ki raah par

saath chale hum

agar kya khabar

o mere hamsafar

pyaar ki raah par

saath chale hum

agar kya khabar

a…raaste mein kahin reh gaye hamnasheen

tum kahan main yahan

tum kahan main yahan

jaane jaan dhoondti phir rahi

hoon tumhe raat din

main yahan se wahan

mujhko aawaaz do

chhup gaye ho sanam

tum kahan main yahan

tum kahan main yahan

 

dil machalne laga

yun hi dhalne laga

rang bhara pyaar ka ye sama

dil machalne laga

yun hi dhalne laga

rang bhara pyaar ka ye sama

aaj aise mein bas chhod kar chal diye

tum kahan main yahan

tum kahan main yahan

jaane jaan dhoondta phir raha

hoon tumhe raat din main yahan se wahan

paas tum ho khade mere dil mein chhupe

aur mujhe kuch pata na chala

paas tum ho khade mere dil mein chhupe

aur mujhe kuch pata na chala

a….. din mein dekha nahin

dekha saara jahan

tum kahan main yahan

tum kahan main yahan

jaane jaan dhoondta phir raha

hoon tumhe raat din

main yahan se wahan

mujhko aawaaz do

chhup gaye ho sanam

tum kahan main yahan

tum kahan main yahan